Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Kumar
Home Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chandani raat mein chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai neele ambar pe kahin jhoole mein saat rangon ke hunsi jhoole mein nazon andaaz se nazon andaaz se lahraate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa jaagti jheel ke sahil pe kahin leke haathon mein koi saaz e hunsin ek rangeen ghazal ek rangeen ghazal gaate huye phool barsaate huye pyaar chhalkaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khul ke bikhare jo mahakate gesu ghul gayi jaise hawaa mein khushboo meri har saans ko meri har saans ko mahkaate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa tune chehre pe jhukaaya chehra maine haathon se chhupaaya chehra laaj se sharm se laaj se
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein hoo yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein maine yahi moti paaya jeevan nadiyaa mein mamta lootaun aisi mach jaaye dhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom kya kya na tere liye besh banaaya hai hooo kya kya na tere liye besh banaaya hai kya nahin beeti phir bhi tujhe behlaaya hai tere liye main raha gali gali ghoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom
chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali tann ki gori chanchal chhori gende ki ek daali hoooooo oooooo roop ki chadhti dhoop sunehra rang aaj barsaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara kya jaane kis aasmaan se toota hai ye taara hoooooo oooooo shola ban ke phool kamal ka jal mein behta jaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho
hmm hmm hmm hmm aa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa hmm hmm chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai dard bedard hai lab pe koi baat hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai kuchh hawa sard hai dil mein bhi dard hai dard bedard hai lab pe koi baat hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai main jal raha hoon thandi agan se nazrein hathe na tere badan se main jal raha hoon thandi agan se nazrein hathe na tere badan se aisi baatein na kar mujhko lagta hai darr aisi baatein na kar mujhko lagta hai darr beqarari badh rahi hai haathon mein haath hai chandni raat hai tu mere saath hai chandni raat hai tu mere saath hai khaabon khayalon mein kho gayi hoon jaagi hai aankhein main so gayi hoon khaabon khayalon mein kho gayi hoon jaagi hai aankhein main so
chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh toh bataaa kaise hua ye kya hua maine tere liye kya kya sapne bune tu hi bata kuchh to bata aa kaise hua ye kya hua maine tere liye aaaaa aaaa ho oooo mere dil mein tu raha hai mere dil mein tu rahega main tujhko bhool jaaun kabhi ye na ho sakega ye to socha na tha milke honge juda kaise hua ye kyun hua aa tu hi bata kuchh to bata maine tere liye aaa aaaa ho oooo mere bas mein kuchh nahin tha mere bas mein kuchh nahin hai main tujhse phir milungi mere dil ko ye yakeen hai chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan chandni tu hai kahan
yaa yaa aye bagaaiye baaiye bhaago re bhaago aa rahe the ishcool se rasten mein humne dekha ek khel saste mein kya beta kya haaan maaa cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah waah aye cheel cheel chilaa ke kajari sunaye jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah are waah waah waah waah heyi laku baaku ho baaku laku baaku ho baaku hoo baaku hoo baaku hoo baaku chaa dhoom chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail chhuk chhuk chhuk chhuk chhuk chali jaati hai rail chhup chhup chhup tota maina ka mail pyaar ki pakodi meethi baathon ki bhel pyaar ki pakodi meethi baathon ki bhel thoda noon thodi mirch thodi sonth thoda tel are waah waah waah bol cheel cheel chilaa ke kajari su alle naye waah le beta jhoom jhoom kauwaa bhi dholak bajaaye waah
chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na mausam pal mein badal jaayega patthar dil bhi pighal jaayega meri muhabbat mein hai kitna asar dekho na kitna asar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na mausam pal mein badal jaayega patthar dil bhi pighal jaayega meri muhabbat mein hai kitna asar dekho na kitna asar dekho na thode kareeb aao aise na itraao mujhse sanam door baithe ho kya thode kareeb aao aise na itraao mujhse sanam door baithe ho kya bechain kar doonga itna tumhein aake lipat jaaogi dilruba aise kya sochti ho aake idhar dekho na aake idhar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na main to tumhaari hoon tum pe dil haari hoon phir kisliye hain ye betaabiyaan main to tumhaari hoon tum pe dil haari hoon phir kisliye hain ye betaabiyaan aake galle se laga lo mujhe ab
cheyechhi jare ami cheyechhi jare ami giyechhe sore sore giyechhe sore sore bedonar kon adhare cheyechhi jare ami giyechhe sore sore giyechhe sore sore bedonar kon adhare cheyechhi jare ami beloari batir alo bare bare nibhe gelo beloari batir alo bare bare nibhe gelo pranerro jalsaghare rongino dhuler chare je ase jay se phire cheyechhi jare ami giyechhe sore sore bedonar kon adhare cheyechhi jare ami phurate phurate raat shesh hoye jabe tobuo jani na ami bhor habe ki na habe phurate phurate raat shesh hoye jabe tobuo jani na ami bhor habe ki na habe bolo na sukher katha mone amar lage batha bolo na sukher katha mone amar lage batha chokhe jal ase neme bhalobasaro name jagi raat eka basore cheyechhi jare ami giyechhe sore sore giyechhe sore sore bedonar kon adhare cheyechhi jare ami
chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa zinda dil waale rakhte hai dil se kaam ghum ko karte hain door hi se salaam are zinda dil waale rakhte hai dil se kaam ghum ko karte hain door hi se salaam dil se hum hain hum se hai zindagi chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa lal lal la lala laa lala la la la laa lala lala laa laa lala lala laa laa jab tak jeevan ki shaam hasti rahe aur ye zulfon ki rut mehakti rahe are jab tak jeevan ki shaam hasti rahe aur ye zulfon ki rut mehakti rahe saaz e dil pe gaaye jaa dhun yahi chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa lal lal la lala laa lala la la la laa lala lala laa laa lala lala laa laa
chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan baje rupaiya nache duniya chaar paison ka khel hai duniya mane koi na mane bhaiya chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan baje rupaiya nache duniya chaar paison ka khel hai duniya mane koi na mane bhaiya chaar paise hon paas tumhare jahan bhi tum jao tumko dekhe duniya saari babu ji kehlao chaar paise hon paas tumhare jahan bhi tum jao tumko dekhe duniya saari babu ji kehlao halva khabo puri khabo khabo naan khataayi peda khabo barfi khabo isi ke sab hai bhai jiska paison se mail wahi khele ye khel jiska paison se mail wahi khele ye khel chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan baje rupaiya nache duniya chaar paison ka khel hai duniya mane koi na mane bhaiya haan kahin pe daka kahin pe chori chori us par seena zori kahin pe daka kahin pe chori chori us par seena zori karte hain phir pesh safai pehen ke suit or laga ke tai dekho ji ye haath safai ho gayi apni cheez parai la la la lala la la la la la la
aye aye aye aye aye aye aye hey dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta are nang dhadang malang janon ko doorbeen se taad ke deta dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta naa dekhe wo gora kaala naa desi pardesi are jab chaahe sone se bhar de phate taat ki kheti jiss par usko pyaar aa jaata uss ko jeben jhaad ke deta dene waala dene waala jab bhi deta poora chhappar phaad ke deta daata jab bhi de mil kar bolo laao laao apne baba ka maal samjh kar khaao khaao aish udana farz hai uska jise wo tumtaraad ke deta dene walaaaaa mera daata mujh par meharbaan hai mere munh mein chaandi ki jabaan hai mere haath mein sone ki kamaan hai jo bhi mere aage aayega muft mein joote khaa ke jaayegaaaa jaayegaaa jaayegaaaa jisko dena chaahe daata band kiwaad ukhaad ke deta dene walaaaa hooo hooo hooo hooo yeee hoooo hoooo yeee hoooo hoooo hooo yeee hoooo hoooo apna bhi gar iss jahaan mein koi sahaara hota raaton ki khamoshiyon mein kyun dil humara rota lala
ae ae ae ae ae chhatri na khol kyun ud jaayegi aann hawa tej hai kholne de naaa bheeg jaayenge are baarish tej hai heyyy chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai are kholne de ae bheeg jaayenge baarish tej hai na na chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai ae kholne de ae bheeg jaayenge are baarish tej hai heyy heyyyy chhatri na khol ud jaayegi bheege bheege aanchal mein bheegega tan tan mein hai man aur man me agan bheege bheege aanchal mein bheegega tan tan mein hai man aur man me agan aise jo bujhani ho man ki agan ambar ke baadlon ka paani hai kam aahhaaaaa ohhooooo ohhoooo aahhaaaaa chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai ae kholne de ae bheeg jaayenge are baarish tej hai oooo ayeee heyy chhatri na khol ud jaayegi ek baar dekho meri aankhon mein sanam pyaar aayega to ud jaayegi sharam ho ek baar dekho meri aankhon mein sanam pyaar aayega to ud jaayegi sharam ho jhuki jhuki aankhon ki tumko kasam mujhko sambhalo behke jaate hain kadam aao zara paas to aao aao na
suniye suniye toh chhaayi ghata bijlee kadki kadki kidhar chhalki sharaab aag bhadki bhadki haan mausam ka samjho ishaara ishaara re chhaayi ghata bijlee kadki hmmm ghar mein ghar mein sataati hai kadki hmmm raste mein ek shokh ladki achchha mushkil hai bachnaa humaara humaara re ghar mein sataati hai kadki ghum tujhe kadki ka kyaa kyaa bataaun muskuraa aankhen milaa ghum tujhe kadki ka kyaa haye muskuraa aankhen milaa aaa chhheeeen sardi ho yaa bukhaar sabki dawaa hai pyaar mausam ka mausam ka samjho ishaara ishaara re chhaayi ghataa bijlee kadki zuuuuu zuzuzu zuzu zuzuzu zuuu zuzuzu zuuu aaaaaa aaaaaa ek dil jhagde kayi haan ghum kayi lafde kayi wo to maaloom hai ek dil jhagde kayi ghum kayi lafde kayi karna padegaa pyaar kuchh nagad kuchh udhaar mushkil hai haaa aaaa mushkil hai bachnaa humaara humaara re ghar mein sataati hai kadki haaaaaaa aaaaaaa haaaaaaa aaaaaaa shukriyaa its all right shukriyaa its perfectly all right shukriyaa o dilrubaa haay raah par tu
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana
chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chhod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale banvaasi banraaj dulaare sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale chala ram ka sevak ban kar laxman jaisa bhai chali jaanki ban kar apne preetam ki parchaayi nar naari pashu panchhi sab ka mann ab naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya jaise bachhade chhin jane par dekha karti gayaiya waise hi ro ro kar dekhen ram lakhan ko maiyaan maya mamata mahal mohini sab se naata tod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale laxman bina mahal hai soona seeta bina rasoyi ram bina hai sooni ayodhya saari praja royi chhod ke kaliyon ki galiyan kaanton se naata jod chale mukh mod chaleee aaj humare ram ayodhya chhod chale aaj humare ram ayodhya chhod chale
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam haa kaahe ka ghum hanste raho khilte raho lala lala haaa haa lala lala haaa lala lala laaa lala lalaaaa chhodo sanam haa kaahe ka ghum haa hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaa yaa yaayi yaayi yaaa haan chhodo sanam lala lala kaahe ka ghum lala lala hanste raho khilte raho lala lala chhodo sanam lala lala la kaahe ka ghum lala lala la hanste raho khilte raho lala lala aao milkar ke yun behak
chhodo ye nigaahon ka ishaara sauda hai ye zindagi ka yaara sunna hai tumhaari zubaan se ke tum ko humse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara dil waale ko kaafi hai ishaara jab koi nighaahen jhukaa le to samjho iqraar hai dekho ji adaaon ki paheli naa bhujhaao deewane ko aur bhi deewana naa banaao are itna bhi naa samjhe ho ke aashique humare wahi mere honthon pe jo dil mein tumhaare kya hai mere dil mein abhiii se ye keh dena dushwaar hai dhadkan bhi humari kya sunaayi nahin deti chehre ki ye laali kya gawaahi nahin deti are chehre ki ye laali dhadkan ke fasaane main to maanun yaar mera dil nahin maane sunlo phir humari zubaan se to humko tumse pyaar hai dil se ho jab dil ki baaten yaara ho dil waale ko kaafi hai ishaara sunna hai tumhaari zubaan se ho humko tumse pyaar hai
chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye hum hi hum chamkenge taaron ke us gaanv mein aankhon ki roshani har dum ye samjhaye chaandi ki kursi pe baithe meri chhoti bahana sone ke sinhaasan pe baithi meri pyaari maa mera kya main pada rahunga ammi ji ke paanv mein mera kya main pada rahunga ammi ji ke paanv mein aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye meri chhoti bahana naazon ki paali shahzaadi jitni bhi jaldi ho main kar dunga iski shaadi achchha hai ye bala hamari jaaye dujje gaaon mein achchha hai ye balaa hamari jaaye dujje gaaon mein aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re aa aa aa ayi re chhota sa ghar hogaa badalon ki chhanv mein aasha ki vaani mann mein bansuri bajaye kahegi maa dulhan la beta ghar suna suna hai kahegi maa dulhan la beta ghar suna suna hai mann mein jhoom kahunga main maa itani jaldi
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandani Raat Mein Dil E Nadaan (1982) 05:36 20279
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:36   Song Number : 20279   

Chandani Re Jhoom (Male) Nauker (1979) 04:11 13841
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:11   Song Number : 13841   

Chandaniya Nadiya Beech Nahaye Anjaan (1956) 03:10 38920
 
Poster of Anjaan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 38920   

Chandni Raat Hai Baaghi (1990) 05:03 18687
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan, Naghma
Duration : 05:03   Song Number : 18687   

Chandni Tu Hai Kahan Faasle (1985) 02:52 37374
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Rekha
Duration : 02:52   Song Number : 37374   

Cheel Cheel Chilaa Ke Half Ticket (1962) 04:18 20294
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 20294   

Chehra Kya Dekhte Ho Salaami (1994) 06:02 18624
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Madan Pal
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Samjukta Singh
Duration : 06:02   Song Number : 18624   

Cheyechhi Jare Ami Kishore Kumar 04:42 14873
 
Poster of Kishore Kumar
 
Lyricist
Mukul Dutt
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 14873   

Chhalkaao Jhoom Ke Phir Wahi Raat (1980) 04:21 13959
 
Poster of Phir Wahi Raat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Suresh Oberoi
Duration : 04:21   Song Number : 13959   

Chhan Chhan Baje Rupaiyya Char Paise (1955) 03:32 36303
 
Poster of Char Paise (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Satinder Sartaaj
Music Director- 
B D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:32   Song Number : 36303   

Chhappad Phad Ke Funtoosh (1956) 06:07 13249
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:07   Song Number : 13249   

Chhatri Na Khol Do Jhoot (1975) 04:50 39084
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:50   Song Number : 39084   

Chhayi Ghata Bijlee Kadki Apna Haath Jagannath (1960) 03:49 12814
 
Poster of Apna Haath Jagannath (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sayeeda Khan
Duration : 03:49   Song Number : 12814   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Chhod Chale Aaj Humare Ram Ayodhyapati (1956) 03:35 16545
 
Poster of Ayodhyapati (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 03:35   Song Number : 16545   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Chhodo Sanam Kudrat (1981) 05:02 20287
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Vinod Khanna
Duration : 05:02   Song Number : 20287   

Chhodo Ye Nigaahon Ka Inkaar (1977) 03:25 13371
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Vidya Sinha
Duration : 03:25   Song Number : 13371   

Chhota Sa Ghar Hogaa Naukri (1954) 03:02 31092
 
Poster of Naukri (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sheila R
Duration : 03:02   Song Number : 31092   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   
Karaoke Songs of Kumar, Sad Songs of Kumar, Love Songs of Kumar, Dance Songs of Kumar, Hip-hop songs of Kumar, Best songs of Kumar, Super hit songs of Kumar, hit songs of Kumar, duet songs of Kumar, solo songs of Kumar, old songs of Kumar, famous songs of Kumar, Hindi Karaoke Songs of Kumar, Hindi Sad Songs of Kumar, Hindi Love Songs of Kumar, Hindi Dance Songs of Kumar, Hindi Hip-hop songs of Kumar, best Hindi songs of Kumar, super hit Hindi songs of Kumar, hit Hindi songs of Kumar, duet Hindi songs of Kumar, solo Hindi songs of Kumar, old Hindi songs of Kumar, famous Hindi songs of Kumar, Sing Along Songs of Kumar, Sing Along Sad Songs of Kumar, Sing Along Love Songs of Kumar, Sing Along Dance Songs of Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Kumar, Sing Along Best songs of Kumar, Sing Along Super hit songs of Kumar, Sing Along hit songs of Kumar, Sing Along duet songs of Kumar, Sing Along solo songs of Kumar, Sing Along old songs of Kumar, Sing Along famous songs of Kumar